Darwaze Ki Dard Bhari Dastan!

 

Kahani shuru hoti hai kuch is tarah–

 Ek darwaza tha naya, sushil ladkiyon ke intezaar mein,

Jab woh mauka bahut dino baad aaya, darwaza behad khush tha apni durgati se bekhabar

Ladkiyan (Team A)aati aur apne jalwe dikhati, bewakoof darwaze ke mann mein laadoo phut rahe the

Darwaze ne socha, Mujhse toh yaha ke saare ladke jalte honge, main jo in ladkiyon ke aada aur jalwo ka maza leta hoon

Victim

Aur Phir dheere dheere frustrated ladkiyan jo ghar pe “Bang” nahi kar pati thi, unhone apni kwahishe mitna ne ke liye daarwaze ko apna nishana banaya

Ladkiyan ek ke baad ek aati aur daarwaze ko Bang karke chali jati

Aur phir ek din bechare daarwaze ki jaan jo uske handle mein thi woh nikal gayi

Darwaza cheekh cheekh ke bola “mujhe baksh do”, par un bereham ladkiyon ne uski ek na suni

Team B ke logo ne darwaze ko bachane ki bahut koshish ki par un zalim ladkiyyon ke samne kisiki ek na chali. Darwaza rota raha

Yeh thi hamare Darwaze ki dard bhari dastan!

 Backdrop of the Story:

All of us have been taught manners and etiquette from our very childhood. But what happens when we let go of them because of our busy schedule?

In an office there were some ladies (Team A) who would use the ladies restroom and shamelessly bang the door every time they used it. Team B, who have been unfortunate to sit right next to the restroom, had to bear the annoying noise of the door slamming and creaking. Even after repeated requests to be careful, Team A paid no heed. They continued their assault on the poor door. One day, the door’s handle breathed its last. It could no longer bear the atrocity. This was a tribute to the broken handle.

 

 

Leave a comment

search previous next tag category expand menu location phone mail time cart zoom edit close